01:42Ae Nazneen Suno Na - Audio Lyrical | Abhijeet | A.R. Rahman | Sonali Bendre | Dil Hi Dil Mein
From the creator
Listen to the beautiful audio lyrical of the song "Ae Nazneen Suno Na" from the movie Dil Hi Dil Mein, suny by Abhijeet. Enjoy the soulful music composed by A.R. Rahman and get lost in the romantic melody. Credits: Album - Dil Hi Dil Mein Singer - Abhijeet Lyrics - Mehboob Music Composer - A.R. Rahman Lyrics: Aye nazneen suno na Aye nazneen suno na Hamein tum pe haq to do na Chaahe to jaan lo na Ke dekha tumhein to hosh udd gaye Honth jaise khud hi sil gaye Yeh honth jaise khud hi sil gaye Aye nazneen suno na Hamein tum pe haq to do na Chaahe to jaan lo na Ke dekha tumhein to hosh udd gaye Honth jaise. Honth jaise khud hi sil gaye Yeh honth jaise khud hi sil gaye Lagta hai ke tumko Rab ne banaya jis dam Apni kudraton ko usne Tum mein kar diya tha ghum Is jahan ko husn baantna bhi kar diya tha kam Teekhe teekhe nain naqsh tere Kaliyon se komal honth tere Phoolon se naazuk paanv tere Dono jahan kurbaan tere Tarasha pyaar se jise Rab ne woh moorat ho tum Sangtarashon ki jaise devi tum Tarasha pyaar se jise Rab ne woh moorat ho tum Sangtarashon ki jaise devi tum Tum sa jahan mein koi na Aye nazneen suno na Hamein tum pe haq to do na Chaahe to jaan lo na Ke dekha tumhein to hosh udd gaye Honth jaise. Honth jaise khud hi sil gaye Parda khayalon ka hai Sach much zara saamne aa Chaand ko main takta hoon Par teri shaql aankhon mein Ji jalaaye chandni bhi Thandi thandi raaton mein Nata neendon se toot gaya Tere liye ai mere haseen Dil ko yakeen yeh bhi hai magar Aayega aisa din bh
Published 2025-06-09 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





