46:26@adityarikhari's Raatein Guzaari - Lyrical | Hindi Song 2025 | Love Song
From the creator
Tips Music & Kumar Taurani Presents New Hindi Love Song "Raatein Guzaari" Raatein Guzaari – the 2025 Hindi love song you’ve been waiting for! 🎶✨ Aditya Rikhari’s soulful voice will make you fall in love all over again. Stay updated with the latest videos from Tips Official, Subscribe on the below link. http://youtube.com/tipsofficial Song Details: Song Name : Raatein Guzaari Singer, Music Director & Lyricist: Aditya Rikhari Lyrics: Tum Jo Ho Toh Yeh Lagta Hai Kya Hai Duniya Yeh Tere Bin Dekhenge Tumko Jee Bhar Ke Aana Fursat Se Phir Ek Din Phir Ek Din Phir Ek Pal Phir Tujhko Mehsoos Karlunga Main Phir Tujhko Seene Se Laga Kar Ke Seene Mein Bharlunga Main Phir Teri Zulfon Mein Phir Meri Ungliyaan Pheru Zara Pal Bhar Ko Phir Tujhe Apna Toh Karlunga Main Maine Raatein Guzaari Tere Ishq Mein Saari Kuch Sard Guzaari Kuch Dard Ke Maari Deedaar Tera Mile Toh So Jaun Kal Saaf The Dil Ke Aaj Hai Kaale Koi Tujhsa Kahan Hai Jo Humko Sambhale Baahon Mein Bharle Mujhe Ke Ro Paun Yeh Naraazgi Hai Kis Baat Ki Hai Kya Dil Mein Woh Jo Kehte Nahi Zara Si Nazar Ghuma Lo Idhar Itne Bhi Bure Hai Hum Toh Nahi Ek Aag Lagi Hai Seene Mein Aur Tu Barsaat Ka Paani Hai Thoda Bheegu Tujhmein Toh Phir Sambhal Paun Tere Neel Nayan Ki Kashti Mein Ab Saari Umar Bitani Hai Phir Doobu Main Chahe Ya Tarr Jaun Join Us On: https://www.youtube.com/tipsofficial https://www.youtube.com/jhankargaane https://www.youtube.com/90sGaane https://www.youtube.com/TipsFilms https://www.you
Published 2025-05-16 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





