LIVEAaj Ki Raat - Eclipsa Audio | Stree 2 | Tamannaah Bhatia, Rajkummar Rao, Sachin-Jigar, Madhubanti B
From the creator
Aaj Ki Raat now in Eclipsa Audio 🎧 Experience the track like never before with immersive, surround sound vibes. 👉 Subscribe to Saregama Music: https://bit.ly/3FkAS0W Credits: Singers: Madhubanti Bagchi, Divya Kumar, Sachin-Jigar Music Directors: Sachin - Jigar Lyricist: Amitabh Bhattacharya Lyrics: Thodi fursat bhi meri jaan kabhi Baahon ko deejiye Thodi fursat bhi meri jaan kabhi Baahon ko deejiye Aaj ki raat maza husn ka Aankhon se leejiye Aaj ki raat maza husn ka Aankhon se leejiye Waqt barbaad na bin baat ki Baaton mein keejiye Waqt barbaad na bin baat ki Baaton mein keejiye Aaj ki raat maza husn ka Aankhon se leejiye Aaj ki raat maza husn ka Aankhon se leejiye Jaan ki qurbaani Le le dilbar jaani Tabaahi pakki hai Aag tu main paani Jaan ki qurbaani Le le dilbar jaani Tabaahi pakki hai Aag tu main paani Mere mehboob samajhiye zara Mauqe ki nazaakat Mere mehboob samajhiye zara Mauqe ki nazaakat Ke khareedi nahin jaa sakti Haseenon ki ijaazat Ke khareedi nahin jaa sakti Haseenon ki ijaazat Naaz itna .. meri jaan Naaz itna bhi nahin Khokhle vaadon pe keejiye Aaj ki raat maza husn ka Aankhon se leejiye Aaj ki raat maza husn ka Aankhon se leejiye Jaan ki qurbaani Le le dilbar jaani Tabaahi pakki hai Aag tu main paani Jaan ki qurbaani Le le dilbar jaani Tabaahi pakki hai Aag tu main paani #AajKiRaat #tamannaahbhatia #stree2 #saregamamusic #sachinjigar #madhubantibagchi #shraddhakapoor #rajkumarrao Learn to sing in Sur with Padhanisa by Saregama. Download the a
Published 2026-08-24 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





