01:45Aaj Kal Zindagi - Lofi Flip | Wake Up Sid | Ranbir Kapoor | Konkana Sen | Shankar Ehsaan Loy
From the creator
Experience the soothing vibes of "Aaj Kal Zindagi" in this mesmerizing Lofi Flip! Originally from the beloved film Wake Up Sid. #aajkalzindagi #wakeupsid #shankarmahadevan #ranbirkapoor #konkanasensharma #shankarehsaanloy #lofiflip #lofisong #bollywoodlofi #romanticlofi Song Name - Aaj Kal Zindagi Movie - Wake Up Sid! Singer - Shankar Mahadevan Composer - Shankar Ehsaan Loy Lyricists - Javed Akhtar Music Label - Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd. Lyrics of Aaj Kal Jindagi Mujhase Hai Keh Rahi - आज कल जिन्दगी मुझसे है कह रही aaj kal jindagi mujhse hai keh rahi tu jo meri maane to chal deewaane sapno ki raahon mein tu saari khushbuo ko saari roshani ko le le in baahon mein tu ab hai tu jahaan, din raat saare naye hain aarju jawa jajbaat saare naye hai naye raaste hai tere waaste to rahe kyu panaaho mein tu o ho tere liye nayi hai jamin naya aasmaan likh de hawaao pe koyi nayi dastaan tere liye nayi hai jamin naya aasmaan likh de hawaao pe koyi nayi dastaan jindagi ne dastak di to dil ki sab khidkiyaan khul gayi haan khul gayi honto pe jo jami thi wo saari khaamoshiyaan ghul gayi haan ghul gayi kitne lamho ne mujhko jaise hairaan kiya kitni baaton ne dil ko aa ke hai chhu liya chaahatein kayi hai dil mein ab jagmagaayi raahate kayi hai mujhe kehne ko aayi pehchaane saari muskaane saari bhar le nigaahon mein tu o ho tere liye nayi hai jamin naya aasmaan likh de hawaao pe koyi nayi dastaan tere liye nayi hai jamin naya aasmaan likh de hawaao pe koyi nayi dastaan Audio
Published 2024-10-05 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





